Blog Ko Google Webmaster Tool Me Kaise Add Karen
Aur Sitemap Kaise Submit Karen.?How To Add Blog In Google Webmaster Tool
And How To Submit Sitemap.?
Blog banane ke baad har blogger yehi sochta hai k uska blog google search me dikhe aur use google search se traffic kaise
mile
Aaj mai aapko batane jaa raha hoo is article ke through
Bahut se blogger blog ko google webmaster tool me add
karne me fail ho jaate hai kyunki jab baat aati hai verification ki
to bahut se blogger fail ho jaate hain mobile verify karne me
Mai mobile karke dikha raha hoo aapko to chaliye ab mujhe step by step follow karen..!
Blog Ko Google Webmaster Tool Me Kaise Add Karen.?
Sabse Pehle aapko Google webmaster ki website pe jaana padhega mai aapko ye bata doon k isse pehle Google webmaster tool ka naam Google search console tha.!
Upar image dekhen aur ADD A PROPERTY pe click karen uske baad
1. Apne blog ka URL daalen
2. Continue pe click karen
Ab verification karna hai to ab upar dekhte hue HTML TAG pe click karen ab ek code aayega neeche image dekhendekhen
Ab is code ko copy karlo aur apne blogger dashboard me jaayen
1. Pehle template me jaayen
2. Edit HTML me jaayen
Jaise upar aap imageimage me dekh rahen theek waise hi
<head> ke neeche code ko paste karen fir save template pe click karen
Ab wapas Google search console me jaayen
Aur verify pe click karen
Ab ye Message dekhenge successfully verify ho jaane ke baad
Congratulations, You Have Successfully Verified Your Ownership
Ab Aapka blog successfully google search console me add ho chuka hai.!
Also Read:)
Powered By Blogger Ko Kaise Hatayen? How To Remove Powered By Blogger?
Ek Android Mobile Me Har Application Double Kaise Karen Jaise K Whatsapp
Sitemap Kaise Submit karen
Sabse pehle aap Google webmaster tool/search console me jaayen
Upar image me dekhen aur click karen URL pe
1. Crawl pe click karen
2. Sitemap pe click karen
Add/test sitemap pe click karen
1. Box me sitemap.xml lekhen
2. Submit pe click karen
Refresh page karke aap dekh sakte hain upar image me jaisa
dekh rahe hain aapka sitemap successfully submit ho chuka hai
Note. Google webmaster tool me blog verify aur sitemap submit karne ke kuch din ke baad google search me aapka blog dekhega.!To aapko ye jaankari kaisi lagi mujhmujhe me batayen aur share karna na bhoolen agar is post se aapko koi help mili ho to mera blog zaroor subscribe karen