Powered By Blogger Ko Kaise Remove Karen Blog Se?
Powered By Blogger aur ise kaise hatayen
Powered By Blogger Jo hota hai wo ek Attribution hai
Jab hum apna blog Blogger.com pe banate hai to Powered By Blogger template me pehle se hota hai.!
Powered By Blogger Ko Remove Karne Ke 2 Tareeke Hain
Ab aap mujhe step by step follow karen
Step 1
Pehle apne blogger dashboard pe login ho kar Layout me jaayen
Scroll down karke Attribution Edit Me jaayen
Jaisa k aap upar image dekh rahe hai wahan pe REMOVE button nahi hai.!
Matlab aap ka Attribution locked hai.
Aiye dekhen Powered By Blogger Ko kaise Remove Karen aur Attribution kaise unlock karen
Pehle aap apne side baar me dekhen TEMPLATE>>EDIT HTML uske aap dekhenge k aap ke saamne HTML Code aa gaya hai
Ab aap dekhe upar ke side JUMP TO EDIT ab uspe click karen
Uske baad Attribution1 pe click karen upar image dekhen
Attribution1 Locked True hai bas aapko karna ye hai k aapko TRUE jo likha hua hai use hata ker false likhna hai aur button pe click karna hai.
Jaise k aap upar image dekh rahe hai k REMOVE button aa gaya hai
Ab uspe click karden
Congratulations ab aapke blog Powered By Blogger Remove Ho chuka hai.!
Step2
Powered By Blogger Ko Kaise Hatayen Sabse Simple Tareeka
Ab aapko apne TEMPLATE>>CUSTOMIZE pe click karna hai ab ek window open hogi jaisa k aap upar image dekh rahe hain ab ADVANCED>>ADD CSS Pe click karna hai.
Ab jo window open hogi ADD COSTUME CSS me ye #Attribution1{display:none;}
Code copy karen the apply to blog pe click karen.
jaisa k aap dekh rahe hain Powered By Blogger Remove ho chuka hai but sirf Desktop me Powered By Blogger Remove hua dikhega
Agar aap chahte hai k Powered By Blogger mobile me bhi na dikhe to ye setting karen neeche image dekhen
Template me jaayen
1. mobile waali settings icon pe
Click karnekarne
2. No, Show Desktop template in mobile devices pe tick karen
3. Save karden
Ab ka successfully Powered By Blogger Blog remove ho chuka mobile aur desktop dono me se.!
Aapko ye post kaisi lagi comment karke bataayen
Share karna na bhoolen social media par.
Agar video dekh kar karna chahte hai to neeche video dekhen↓
Agar video dekh kar karna chahte hai to neeche video dekhen↓
1 comments:
commentsnice blog.....SEO Services in Faridabad
Reply