OLA Cabs Kya Hai Aur Ise Kaise Istemaal Karen..?
What Is OLA Cabs And How To Use It.?
Hello Friends...
Aaj mai aapko ye bataunga OLA Cabs kya hai aur ise kaise use karen..!
OLA cabs ko 3th August 2010 ko launch kya gaya tha..!
Iske founder and CEO Bhavish Agarwal Hain aur CTO Ankit Bhati hain.!
OLA Cabs ki Service 2014 se 85+ cities me shru hui hai aur 200,000 se zyaada cabs hai..!
Ab mai aapko step by step bataunga..!
Sabse pehle aap yahan click kar OLA Cabs Download Karen.
Ab aapko Sign Up Karna hai Neeche Picture Dekhen↓
1. Apko Email Daalna hai
2. Password Daalna Hai. Password Me Capital Letter Aur Numeric Use karen
3. Apna Naam Daale
4. Mobile No. Daale
5. Referral Code Daale...Mera Referral Code Ye Hai→ NKZ6P4
6. SIGN UP Pe Click karen
Ab aapke saamne kuch is tarah dikhega↑
1. Cab Choose Karen
2. Ride Now Pe Click Karen
3. Baad Ki Book Karne Ke Liye RIDE LATER
1. Ride Estimate Dekh Sakte Hain Kisi Jagah Ka Naam Daal kar
2. Coupon Apply Karne Ke Liye Click Karen
3. Conform Karden
Ab aapki cab book ho chuki hai
Cab details dekh sakte hain
Aur ride track kar sakte hain
1. Driver Ko Call kar Sakte hainin
2. Driver Details Dekh Sakte Hainn
3. Ride Cancel Kar Sakte HainHain
4. Drop Location Daal Sakte Hain
Cab cancel button pe click karne ke baad
1. Koi Ek Reason/ą¤ाą¤°ą¤£ choose Karen
2. Submit Pe Click Karen
Ab aapki cab cancel ho chuki hai
1. Coupon Apply Karen Agar Nahi kya Ho
2. Ride Track Karen
3. Cancel Cab Kar Sakte Hain
☰ ← Ispe click karke side bar open karen
1. Apni Rides DekhenDekhen
2. Rate Card Dekhen
3. OLA Money Dekhen Aur Add Karen
4. Free Rides/Available Coupon Aur Share Karen OLA App Aur Rs. 50 ki free ride paayen
Ise Bhi Padhe→ Blogger Pe Blog Banayen
OLA Cabs Customer Care No. 02233553355 INCLUDED WITH STD CODE
Mera khud ka experience hai maine isme bahut baar ride ki kaafi comfortable cabs hai
Aap bhi isme 1 baar zaroor ride karen
To aapko ye article kaisa laga mujhe comment karke batayen
Agr koi sawaal wo bhi pooche
1 comments:
commentsSo it is interesting and very good written and see what they think about other people. book a cab
Reply